Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Ata k samnay yarab khata ka zikar he kya
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Malik ul mulk lashareeka lahoo
Tamaam hamd sazawaar hai khuda k liyeah
Tha bhi tu, hai bhi tu, hoga bhi tu hee tu
Sab banatay khilonay lay raha tu he tu
Laa ilaahaa teri shaan ya wahdahoo
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Kiyoon piyaa ibn-e-haidar nay jaam-e-fanaa
Daar per charh ke mansoor nay kia kaha
Yeh zameen jab na thii yeh jahaan jab na thaa
Khaal khichwai tabraiz ne kiyoon bhala
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Tu ata k liyeah hai bashar khata k liyeah
Chaand suraj na thay aasman jab na tha
Tu khayaal-o-tajassus tu he aarzoo
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Sana bashar k liyeah bashar sana k liyeah
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Aankh ki roshni dil ki awaaz tu
Raaz-e-haq bhi kisi per ayaan jab na tha
Allah Hoo, Allah Hoo, Allah Hoo
Tab na tha kuch yahaan tha magar tu hee tu
Wahadahoo laa ilaahaa illaahoo